Monday, September 11, 2023

Naye Puraane Qisson Ki Dilli


By Raza Elahi

Kabhi ek khavaab thi Dilli

Kabhi lajawaab thi Dilli

Kabhi kisi ke pass thi Dilli

Kabhi kisi se duur rahi Dilli

Sufiyon ka mansab thi Dilli

Shayaron ka markaz thi Dilli

Aalam mein intekhaab thi Dilli

Aur aashiqon ki jaan rahi Dilli

Hindavi se Urdu tak ke safar ki Dilli

Ghalib ke khatoot ka mazmoon rahi Dilli

Naye puraane qisson ki Dilli

Mehrauli se le kar Purani Dilli

Zaroor padhiye The Fascinating Tales of Urdu & its Courtyard - Dilli

(mansab = dignity)

The Fascinating Tales of Urdu & its Courtyard — Dilli weaves in some engrossing anecdotes from the city's past along with an interesting journey of Urdu, which was born and brought up here. This book is packaged in such a way to make it appealing to everyone — be it a student or working professional, housewife or a senior citizen.

TO ORDER THIS BOOK, CLICK ON THE LINK BELOW:

https://www.amazon.in/Fascinating-Tales-Urdu-its-Courtyard/dp/B0BR9R4D8N